| Chamakta chand to neend aane lagiii....
aapki khushi se duniya jagmagane lagiiii.......
Dekh ke aapko har kali gungunane lagiiiiiiii........
ab fakte fakte mujhe bhi sharam aane lagiiiii......... |
Sourabh |
6/2/2008 1:21:12 PM |
| Premika: Ae bewafa tumne mere dil jala diya.....
Dil jalakar raakh kar diya........
Premi:
Teri yeh kurbaani bekaar nahi jaayegi......
bhej de raakh bartan maajne ke kaam aayegi... |
Sourabh |
6/2/2008 1:21:08 PM |
| Main jo joota chupa ke laya hoon.........
yeh na samjo k chura ke laya hoon........
isko MOLA ki dein hi samjo...........
Uske ghar se utha k laya hoon........... |
Sourabh |
6/2/2008 1:21:04 PM |
| Chaha tha unhe hall-e-dil sunana;
Chaha tha unhe junoon-e-mohabbat dikhana,
Nazme laye the hum dil kured kured kar..
Nazme laye the hum dil kured kured kar
par alfaj bhi chale gaye.......
uske baap ko dekh kar...... |
Sourabh |
6/2/2008 1:20:55 PM |
| Jawani k din nokeelay hogaye
Jazbaat hamaray chamkeelay hogaye
Izhaar-e- Muhabaat main hum dheelay hogaye
or un kay haath peelay hogaye |
Albela |
6/2/2008 1:20:51 PM |
| Wah Wah
Hasseno ne haseeen ban kr gunaah kia
Auroon ko to theeek, hum ko bhi barbaad kia
paish kia jab gazloon main unki bewafai ko
Auroon ne to theek, unhoon ne bhi wah wah kia |
Albela |
6/2/2008 1:20:42 PM |
| Samundar ke kinare baithhey hain..........
Kabhi toh lehar aayegi.......
Kismat badle ya na badley.......
At least Chappal toh dhul jaayegi .......... |
Sourabh |
6/2/2008 1:20:35 PM |
| Aashiq apni mehbooba ka aisi dhoop mein intjaar karta hai......
jis dhoop mein majdoor kaam karne se inkaar karta hai......... |
Sourabh |
6/2/2008 1:20:31 PM |
| Ab mein sharref ho gaya hu.....
Ek sundar kanya ke kareeb ho gaya hu.....
Uske pass mere DIL ki chaabi hai......
woh meri aakhri Dilruba aur aapki uneeswi(19th) bhabhi hai....... |
Sourabh |
6/2/2008 1:20:19 PM |
| Mohabbat karne walo ko inkaar achchha nahi lagta.........
Duniya walo ko ikraar achchha nahi lagta.........
Jub tak ladka ladki bhaag na jaayein.....
inn kambakhton ko pyar sachchha nahi lagta.......... |
Sourabh |
6/2/2008 1:20:13 PM |
|