| Jab jab ghire badal teri yaad aayi.....
Jhoom ke barsa sawan teri yaad aayi.......
Bhiga main phir bhee teri yaad aayi........
Ab nahin raha jata, CHATRI LAUTA DE BHAI... |
Sourabh |
6/2/2008 1:19:16 PM |
| Pyaar ke jaam ko aise na piyo...........
ke Adha piya aur adha chod diya.........
Yaron yeh pyaar hai pyaar...........
Nahin koi Vim Bar...........
Jo thodasa lagaya aur bas hogaya.......!! |
Sourabh |
6/2/2008 1:19:11 PM |
| Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla,
dosti ke naam par hauwa nikla,
Jo roka karte they humein sharab peene se,
aaj unki jeb se pauwa nikla. |
Sourabh |
6/2/2008 1:18:50 PM |
| Ladka apni dilruba se pooch raha hai......
Kya pyaar karna paap hai?????
Kya pyaar karna paap hai?????
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai.........
Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai........ |
Sourabh |
6/2/2008 1:18:43 PM |
| Dekhi jo meri nabz to ik lamha soch kar
Kaghaz lia aur ishq ka beemar likh diya
Qurban kyun na jaiy aise tabeeb par
Nuskhay mein jisne sharbat-e-didar likh diya |
Shoaib |
6/2/2008 1:18:20 PM |
| PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAR DIN SE MOO NAHI DHOIYA
TUM NAHANE KI BAAT KARTE HOO |
Sourabh |
6/2/2008 1:18:15 PM |
| kya josh hai mere deewane mein hai.
kal zamanat pe churwaya aaj phir thane mein hai |
Sourabh |
6/2/2008 1:18:08 PM |
| Tum mann hi mann usse chahte re gaye ,
usse patane ka plan banate re gaye,
pata laga ki koi aur le gaya usse,
tum to bas uski shaddi me tent aur kursiya lagate rehgaye. |
Anonymous |
6/2/2008 1:18:00 PM |
| Kabhi kabhi meri aankhon main samaya bhi lagta hai.........
Jo apna hai woh paraya bhi lagta hai...........
Tum se milne ki tamanna to bohat hai lekin.........
Aane jaane main kiraya bohat lagta hai .......... |
Sourabh |
6/2/2008 1:17:51 PM |
| Phool to mat tooro kaanta lag jaega...
kudi to mat chedo chaata pad jaegaaa.... |
Sourabh |
6/2/2008 1:17:47 PM |
|